Search

Dil Shayari : Zindagi Jeena To Koi Gulab Se Sikhe

Dil Shayari : Zindagi Jeena To Koi Gulab Se Sikhe

Dil Shayari
Dil Shayari
Ishq Mein Koi Dil Tod Jaata Hai,
Dosti Me Koi Bharosa Tod Jaata Hai,
Zindagi Jeena To Koi Gulab Se Sikhe,
Jo Khud Toot Ke Bhi Do Dilon Ko Jod Jaata Hai.
इस उम्मीद से मत फिसलो, कि तुम्हें कोई उठा लेगा,
सोच कर मत डूबो दरिया में, कि तुम्हें कोई बचा लेगा,
ये दुनिया तो एक अड्डा है, तमाशबीनों का दोस्तों,
गर देखा तुम्हें मुसीबत में तो, यहां हर कोई मज़ा लेगा।
Rone Ki Saza Na Rulane Ki Saza Hai,
Ye Dard Mohabbat Ko Nibhane Ki Saza Hai,
Haste Hai To Aankho Se Nikal Aate Hai Aansu,
Ye Us Shaks Se Dil Lagane Ki Saza Hai.

Leave a comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Your experience on this site will be improved by allowing cookies Cookie Policy